" Mujhse shadi karogi ?" ..

" No" ..
"Why" ?
.
"Nahi ho shakti"..

"Kyon nahi ho shakti"?

"Ghar me koi nahi manega"
.
"Main Mana lunga"..
.
"Tum nahi mana shakte"...
.
"Maine kaha na ke main mana
lunga"..
.
"Maine bhi kaha na ke tum bilkul
nahi mana shakte"...
.
"Main koshish kar dekhu"??
.
"Koi nahi manega"..
.
"kaun kaun hai ghar me"?
.
"Main hun, husband hai, saas-sasur
hai, ek devar hai aur mere teen
bachchhe".!!!!!

Advertisement

0 comments:

Post a Comment

 
Top